Video Engine Pro से पहला video कैसे बनाएं? Beginner workflow step-by-step
Agar aap pehli baar software use kar rahe hain, to sabse pehle simple aur controlled workflow se ek test video banana best rahega.
इस पोस्ट में क्या सीखेंगे?
- Source selection aur ratio setting samjhenge.
- Basic processing options ka kaam dekhenge.
- Final render aur output verification ka proper तरीका jaanenge.
1Step 1: Source choose karo
Single video ya folder dono select kiye ja sakte hain. Pehle ek hi sample source use karna better hai taki result aur time dono easy se judge ho sakein.
2Step 2: Output ratio set karo
Agar Shorts banana hai to 9:16 choose karo. Agar YouTube long/horizontal content banana hai to 16:9 choose karo. Isse baaki layout aur processing bhi affect ho sakti hai.
3Step 3: Processing aur final render
Basic processing me upscale, silence cutting ya combined workflow mil sakta hai. Settings ko pehle recommended/auto par rakhkar test render करो, फिर manual tuning karo.
Pro Tips / Best Practices
- Agar render quality expected nahi ho to pehle source quality aur ratio check karo.
- Test ke liye 20–40 second clip use karna learning fast banata hai.
- Output file milne ke baad audio-video sync जरूर check karo.
Quick FAQ
A. Safe rule: auto/recommended settings se start karo aur test result ke baad manual changes karo.
A. Jab ek single sample video ka result satisfactory aa jaye.
Video Engine Pro Plans देखें
30 Days / 1 PC, 365 Days / 1 PC और Lifetime / 1 PC plans IndiaTVDNA store par उपलब्ध हैं। Agar aapko सही plan select karna ho to store page aur guide posts ko saath me dekhna best rahega.

Leave a Reply